|
sandip deywrote:
hey...do i know you??
June 8
|
|
|
Muhammad Hamid Munirwrote:
jani a ghazal for you
gumsum hua aawaz ka derya tha jo ik shakhs pather bhi nahi ab woh, sitara tha jo ik shakhs shayed woh koi harf-e-wafa dhoond raha tha chehron ko barey ghor say perhta tha jo ik shakhs sehra ki tarah der say piyasa tha woh shayed badal ki tarah toot k bersa tha jo ik shakhs aey taiz hawa koi khabar us kay junoon ki!! tanha safar-e-shoq peh nikla tha jo ik shakhs ab aakhri satron main kaheen naam hai us ka ahbaab ki fehrist main pehla tha jo ik shakhs haathon main chupaye huye phirta hai kai zakham sheeshay kay khilonon say behalta tha jo ik shakhs mur mur kay usay dekhna chahain meri aankhain kuch door mujhay chornay aaya tha jo ik shakhs ab us nay bhi apna liye dunya kay qareenay saaye ki rafaaqat say bhi derta tha jo ik shakhs her zahan main kuch naqsh-e-wafa chor gaya hai kehnay ko bharey shehar main tanha tha jo ik shakhs munkir hai wohi ab meri pehchan ka mohsin aksar mujhay khat khoon say likhta tha jo ik shakhs
Mar. 29
|
|
|
Muhammad Hamid Munirwrote:
only for you jani
Khayal-e-Yaar acha hai mager jis ne wafa na ki Palat ker phir Sada na do, dar-e-feryad se niklo
Mar. 28
|
|
|
Muhammad Hamid Munirwrote:
kal suljaa doon ga zulfein tumhaari ,,aaj janay do halaat ko suljana hey
Mar. 28
|
|
|
Muhammad Hamid Munirwrote:
kal suljaa doon ga zulfein tumhaari
aaj janay do halaat ko suljana hey
Mar. 28
|